Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeR D Burman
HomeR D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera hay re reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein haay re chahe kahin par maru katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera arey sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari lage jigar mein arey re re dekho dekho bacho zara sanwla rang hai mera reshmi ang hai mera mera mera meri ada mein mastani lehar bhi hai lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai aa aa aa aa aa aa meri ada mein mastani lehar bhi hai ha aa lekin inmein thoda thoda zehar bhi hai jisne jisne dekha jalwa haay re jisne jisne dekha jalwa meri adaon ka koi bacha aur koi mar gaya ha sanwla rang hai mera haay re reshmi ang hai mera sanwla rang hai mera mera mera reshmi ang hai mera kala kala jadu hai aisa meri nazar mein chahe kahin par marun katari laage jigar mein arey re re dekho dekho bacho
sapna meraaaa toot gayaaaa tu naa rahaaaa kuchh naa rahaa sapna meraaaa toot gayaaaa tu naa rahaaaa kuchh naa rahaa roti huyiiii yaaden mili bas aur mujhe kuchh naa milaaa aa jaa meri baahon mein aa pyaar bhari raahon mein aa sun le machalte huye dil ki sadaaaaaa re dil ki sadaaa hoo hoo dil keh raha hai tera saath hai ye tera mera ab zindagi mein kabhi ho naa judaa re ho naa judaa laaa laaa lalaaaa sapna meraaaa toot gayaaaa are tu naa rahaaaa kuchh naa rahaa roti huyiiii yaaden mili bas aur mujhe kuchh naa milaaa sharmaana chhod de tu ghabraana chhod de tu aaj to bhujha de mere dil ki lagi re dil ki lagi ooooo ooooo hum to hai jeevan saathi main hoon diya tu hai baati pyaar mein yun jaldi kaahe naam zindagi re naam zindagi lala laaa lala laaaa laaaa lala sapna meraaaa toot gayaaaa tu naa rahaaaa kuchh naa rahaa
hoo hoo hooo hooo hoo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki ha aa ha aa tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki hoo bin badal bijli idhar chamki are sunkar ke mele ki dhoom hum aaye hain tumhre gaanw haan gori sambhalo humein kar do chunariya ki chaanw arey dil pe kahin gir na pade dil pe kahin gir na pade dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki dikhti nahin sar pe dhoop sawan ke andhe ho kya ha ha are bijli kahan banware gora badan hai mera ho oo are thoda sa main bal kha gayi thoda sa main bal kha gayi to jhooma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki ho oo oo sawan nahin bhadon nahin sawan nahin are bhadon nahin oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli oo bin badal bijli oo bin badal bijli ha bin badal bijli
shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye der se saans kuchh thami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein barf palkon par kyun jami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai
hoo pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de sir pe dukh ki raina naahin chaina pyaase naina darshan ke jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan tera naam pukaara dukh ka maara maa main haara is jeewan se tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya main bhi tera sawaali shakti shaali sheron waali maa jagdambe pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere
are haan haan re haan haan re haan haan re haan sharaabi sharaabi mera naam ho gaya ho sharaabi sharaabi mera naam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aaa aaaa shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab ho shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab adibo ne mujhko likha safijana apne kis liye haan apne kis liye mujhe samjha kharab aisa kya mujhse koi kaam ho gaya mera naam kaahe ko ho badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aap roz meri nazaron se peete rahe hoo aap roz meri nazaron se peete rahe iss nashe ke sahare pe jeete rahe lekin khuda ki kasam aap bade khudgaraz hain ho maine pee to mujhpe ye ilzaam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharabi sharabi mera naam ho gaya ooo aapko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe apko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe patharon ki zameen pe giraya mujhe toot ke dekhiye sheesha jaam ho gaya haaye raam toot ke dekhiye sheesha jaam ho
du duru duru du du du duru du du du sharabi aankhen gulabi chehra sharabi aankhen gulabi chehra kaisa lage mera dilruba dil mera dilruba dil mera gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera dilruba dil mera dilruba gulabi chehra ye zulfein kya lage jaise chhanv dhale meri chale to iss chaanv mein bita doon sari zindagi haan ye nazar yaar ka ghar haay pagle yaar se alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi du duru duru du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye badan kya sajan haan kya kehne tumse milun to kuchh yaad nahin aaye chaahat ke siwa haan ye baahein pyaar chaahen haa haay diwaane kaam in bahon ka aur bhi to hoga chaahat ke siva du duru duru du du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye kamar haan magar naa meri jaan yun hi to log bekaar nahin bharte aahein subah shaam aa zalima dilruba o nadaan jaan dilruba ke alava
sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye kayi iljaam liye aur kai iljaam diye aaj ke baad magar kuchh bhi na kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai mmm hmm hmm der ke baad ye samjhe hain mohabbat kyaa hai ab humein chaand ke jhoomar ki zuroorat kyaa hai pyaar se badh ke bhala kaun sa gahena hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke ghum ka kharidaar humaara dil hai aap ko apna koi dard na sehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasmon ko nibhaaya jaata tha jab waade bhulaane se pehle khud ko hi bhulaaya jaata tha ab kasmen kitni jhoothi hai aur waade kitne saste hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho to pathar dil waale basten hain aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane aji pyaar sauda dilon ka hai jo ye vyopaari kya jaane ye pyaar to apni pooja hai daulat ke pujaari kya jaane apni har baat chhupate hain deewanon pe fikre kasten hain jo pyaar ko khel samjhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho
shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne laaye the aankhon mein hum bhi kya kya sapne chhota sa aangan sajega pyaar se apne lekin zindagi ka nahin sapne jaisa tod tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara kehte hain raahi ko loote hai andhiyara lekin loota roshni mein pyaar humara sunn lo sunn sako to rote armaanon ka shor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur shikwa koi tumse na hai tumpe koi zor tumko apna samjhe hum tum nikle koi aur tum nikle koi aur hooo tum nikle koi aur
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri par kuchh naa tujhe de saka ek majboor dil ke siwaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri par kuchh naa tujhe de saka ek majboor dil ke siwaaa oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tadpe dil palkon ke peechhe kitne mehal khaabon ke liye tadpe dil palkon ke peechhe kitne mehal khaabon ke liye khulte kabhi to mehlon ke dar jalte kabhi armaan ke diye tu hansti ek gul ki tarah main gaata bul bul ki tarah hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm socha tha maine to aye jaan meri motiyon se bhar doonga maang teri oooo kab chaaha parbat ban jaana deta hai jo sadiyon ka pata kab chaaha parbat ban jaana deta hai jo sadiyon ka pata chaahun bas ek pal ka taraana ban ke kisi gunche ki sadaa khil jaata ek pal hi sahi dhul ka phir aanchal hi sahi hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
mere baba reee hmmmm hmmmm mmmmm nanhe baba reee hmmmm hmmmm mmmmm soja baba mere soja nanhe baba mere soja loriyon ki bahen bulayen tujhe nindiya ki god mein sulayen tujhe baba re soja baba re soja nanhe baba mere sojaa honth soone hain bechari maa ke uski aankhon mein baaten bhari hain honth soone hain bechari maa ke uski aankhon mein baaten bhari hain meri aankhon se lele tu nindiya meri aankhon mein raaten bhari hain sapne leja re le ja re le ja re soja baba mere soja nanhe baba mere soja so gaya so gaya baba tu saharon ki ungli pakadna teri ungali pakad lengi raahen tu saharon ki ungli pakadna teri ungali pakad lengi raahen aasama jhuk ke choomega matha aur zameen uthke degi duayen jiyo baba re baba re mere baba soja baba mere soja nanhe baba mere soja loriyon ki bahen bulayen tujhe nindiya ki god mein sulayen tujhe baba re soja baba re soja nanhe baba mere sojaa soja sojaaa sojaaa
sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane phool mein jaise basi hai khushboo tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera tu mane ya na mane sooraj se jo kiran ka nata pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule pehli baar tujhe dekha to hum aise sudh budh bhule hoo jaise sawan ki pehli purwayi dharti ko chhoo le dharti se jo neel gagan ka sawan se purwayi ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka hoo wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile do din ki dekha dekhi mein yug yug ke mann meet mile tum bole do bol ke mujhko janam janam ke geet mile taar se jo jhankar ka nata geeton se jo sargam ka sooraj se jo kiran ka nata sagar se jo lehron ka wahi hai tera mera rishta tu jane ya na jane sooraj se jo kiran ka nata hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm
ho kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti maa nahin milti yaad kisi ko ho to aisi baat sunaayen jiss mein kahin na kahin maa kaa naam naa aaye duniyaa mein koi aisi daastan nahin milti ho sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti kaun si hai wo cheez jo yahaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haan maa nahin milti jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain hooo ooo oooo jinki maa hoti hai khushkismat hote hain jinki maa nahin hoti jeevan bhar rote hain jism unhen milte hain lekin jaan nahin milti sab kuchh mil jaata hai lekin haan maa nahin milti haaan maa nahin milti mandir pe bhi aye mann kuchh raahi nahin rukte ishwar ke aage bhi itne sar nahin jhukte maa ko jo naa maane wo zubaan nahin milti sab
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti
suno bhai baraati suno bhai baraati are dulha dulhan ko akela zara chhodo pyaar bhari baaten karen jeevan saathi suno bhai baraati suno bhai baraati haan badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar saajan sajni ko akela zara chhodo mil ke gale lehraayen deepak baati suno bhai baraati suno bhai baraati haan haan uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha ladka ladki ko akela zara chhodo raat milan ki hai ek baar aati suno bhai baraati suno bhai baraati haan hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye are gudda guddi ko akela zara chhodo phir dekho preet kya hai rang laati suno bhai baraati suno bhai baraati yee
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje
sun nitaaa sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn guzri huyi wo raaten teri bhooli huyi wo baaten teri tujhko yaad dilaane laga hoon o sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua sharmaane ghabraane lagi tu uth kar kyun jaane lagi mehfil se main jaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaaa sun nitaaaaa sun nitaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sanwla Rang Hai Mera Raampur Ka Lakshman (1972) 05:35 40260
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:35   Song Number : 40260   

Sapna Mera Toot Gaya Khel Khel Mein (1975) 06:03 21216
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, R D Burman
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 06:03   Song Number : 21216   

Sawan Nahin Bhadon Nahin Kudrat (1981) 04:28 36051
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Priya Rajvansh
Duration : 04:28   Song Number : 36051   

Shaam Se Aankh Mein Asha Bhosle 04:25 39321
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 39321   

Shakti De Maa Ashanti (1982) 04:21 32822
 
Poster of Ashanti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:21   Song Number : 32822   

Sharaabi Mera Naam Chandan Ka Palna (1967) 05:28 32491
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:28   Song Number : 32491   

Sharabi Aankhen Gulabi Chehra Madhosh (1974) 05:15 36268
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Rajesh Roshan
Duration : 05:15   Song Number : 36268   

Sharam Aati Hai Padosan (1968) 05:04 12417
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Abhogi
Duration : 05:04   Song Number : 12417   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

Sheeshe Ke Gharon Main Sanam Teri Kasam (1982) 04:04 18274
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Reena Roy, Kamal Haasan
Duration : 04:04   Song Number : 18274   

Shikwa Koi Tumse Dhan Daulat (1980) 04:49 12323
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:49   Song Number : 12323   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241   

Socha Tha Maine To Chandi Sona (1977) 05:53 12313
 
Poster of Chandi Sona (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Parveen Babi
Duration : 05:53   Song Number : 12313   

Soja Baba Mere Soja Koshish (1972) 05:06 36748
 
Poster of Koshish (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri, Om Shivpuri
Duration : 05:06   Song Number : 36748   

Sooraj Se Jo Kiran Ka Hungama (1971) 04:24 37153
 
Poster of Hungama (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 37153   

Sub Kuchh Mil Jaata Hai Jaise Ko Taisa (1973) 04:33 16495
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 16495   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404   

Sun Bhai Baraati Warrant (1975) 04:48 37456
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 37456   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Nita Main Tere Pyaar Ke Dil Diwana (1974) 05:07 18350
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Others
Duration : 05:07   Song Number : 18350   
Karaoke Songs of r d burman, Sad Songs of r d burman, Love Songs of r d burman, Dance Songs of r d burman, Hip-hop songs of r d burman, Best songs of r d burman, Super hit songs of r d burman, hit songs of r d burman, duet songs of r d burman, solo songs of r d burman, old songs of r d burman, famous songs of r d burman, Hindi Karaoke Songs of r d burman, Hindi Sad Songs of r d burman, Hindi Love Songs of r d burman, Hindi Dance Songs of r d burman, Hindi Hip-hop songs of r d burman, best Hindi songs of r d burman, super hit Hindi songs of r d burman, hit Hindi songs of r d burman, duet Hindi songs of r d burman, solo Hindi songs of r d burman, old Hindi songs of r d burman, famous Hindi songs of r d burman, Sing Along Songs of r d burman, Sing Along Sad Songs of r d burman, Sing Along Love Songs of r d burman, Sing Along Dance Songs of r d burman, Sing Along Hip-hop songs of r d burman, Sing Along Best songs of r d burman, Sing Along Super hit songs of r d burman, Sing Along hit songs of r d burman, Sing Along duet songs of r d burman, Sing Along solo songs of r d burman, Sing Along old songs of r d burman, Sing Along famous songs of r d burman